Monday 27 February 2017

KILLING ANTS

If the ant is stinging, then there is no problem in killing it and if it is not stinging, then killing it is Makruh (Undesirable). As given in (Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No: 361)Islam
The ‘Ulama are in difference of opinion on this. The preferred opinion is that if the ants are not stinging, then killing it is Makruh and they are in agreement that it is Makruh to put ants in water.
Learn more about sunnah Hadith
Killing them without a reason is that the ants perform Tasbeeh of Allah Ta’ala.


There is a (Hadith in Zujajatul Masabeeh, Vol. 3, Pg. No: 319)
Translation of Hadith: It has been narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: An ant stung a Prophet. He ordered that the ants should be killed. The colony of those ants was burned. Allah Ta’ala sent him a Wahi (revelation): Only 1 ant had stung you, but you burned such an Ummah among the Ummahs, which used to perform Tasbeeh of Allah Ta’ala.

TASBEEH FATIMAH

Ek martaba Hazrat Ali radiallahotalanho ne Khatoone jannat FATIMAH ZAHRA radiallaho talanha se Farmaye aye Fatimah tum ghar ka kaam bhot karti ho pani khud bharti ho chakki pisti ho bartan saf krna khana pakana bacho ki parwarish kapde dhona itna sara kam tum akeli karti ho chakki pis ke hato me chale pad gaye .
apne BABA JAAN NABI YE RAHMAT sallallaho alaihi wasalam se Ek kaneeza manglo jo tumre kam me madad kare ..

Shuhar ke farman pe amal karte hue HAMARE NABI KI PYARI SHAIZADI FATIMAH ZAHRA NABI ki bargah me hazir hoti hi aur farmati hi BABAJAAN mujhe koi kaneeza ata karde mai kaam kar ke thak jati ho thodi rahat hogi …
NABI YE RAHMAT SHAFI YE UMMAT ne farmaye aye Meri lakhte jigar meri BETI FATIMAH kya mai tumhe aise cheez do jo tumre duniyai thakan aur akhirat k thakan duno bhola dega …
Beti ne adab ke sath apna sar jhukaya aur Farmaye aye mere BABAJAAN ap jo dunge apki beti ko wo qubool hai ..
mere AQA ne farmaya aye FATIMAH jab tum din bhar k kaam kaaj seTASBEEH FATIMAH thak raat me sone jao to sone se phle
33 MARTABA SUBHANALLAH
33 ALHUMDULILLAH
34 ALLAHU AKBAR
padlena ALLAH tumhari har thakawat dur kardega
islye is tasbeeh ko TASBEEH FATIMAH kahte hai
aye meri islam ki mukkadas mao aur behno ap bhi din bhar ghar ka kam karte honge sone se pehle TASBEEH FATIMAH padle aur iska sawab KHATOONE jannat ki bargah me pesh kare ..ALLAH apko duniya aur akhirat ki thakawat aur pareshani se dhoor rakehga
Aye FATIMAH ZAHRA apke kadmo ki dhool par mere maa bhen qurban …
salam ya FATIMAH ZAHRA

HAR TAKLEEF WO MUSIBAT KE BAAD KUSHADGI HAI

  • Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu farmate hain:
    Main NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki baargah me chand khajoren lekar hazir hua,
    Aur Arz kiya:

    YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! In par barkat ki dua farmayen,
    Pas Aap ne unhe jama farmaya aur un par Barkat ki dua farmayi.
    (Jame Tirmizi,vol:2, pg:224)


  • NABI E RAHMAT Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Yaad rakho! ALLAH ki madad wo nusrat SABAR ke saath hi hai, aur har takleef wo musibat ke baad kushadgi hai, aur yaqinan har tangi wo mushkil ke baad Aasani hai.
    (Musnad Imaam Ahmed,Hadith no:2804)
  • Aur jab quraan padha jaye to use tawajjeh se suna karo aur khamosh raha karo taake tum par rahem kiya jaye.
    (Surah Al Aaraaf:207)
  • qurani duaain

TEEN CHEZEIN MOHABBAT BADHANE KA ZARYA HAI

  • Teen chezein mohabbat badhane ka zarya hai.
    Salaam karna
    Dusron ko majlis me jagah dena
    muqatab ko behtar naam se pukarna.
(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu)


  • Agar tum koi kaam ALLAH TAALA ki raza ke liye karo agarche wo thoda hi kyun na ho, Anqreeb ALLAH TAALA apni kaseer ataa ke saath tum se razi hojayega….
  • Din ki Roushni me Rizq talash karo aur Raat ko Rizq dene wale ko talash karo.

    (Hazrath Sheik Saadi rahmatullah alaih)


  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Duniya ki mohabbat tamaam burayou ki jad hai.
    (Shubul Imaan,hadith no:10501)
    • Hazrath RIfaa’ah raziallahu taala anhu farmate hain:
    Jang- E- badar me meri aankh mein ek ter laga jiski wajeh se aankh phoot gayi,
    NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne uspar apna luaab e mubarak lagaya aur Dua farmayi,
    uske baad aisa hogaya jaise mujhe koi takleef hi nahi phunchi.
    (Baihaqi fi dalailun Nabuwwa,Hadith no:969)

Sunday 26 February 2017

HAZRATH USMAN BIN AFFAN RAZIALLAHU TAALA ANHU

  • AMIRUL MOMINEN HAZRATH USMAN BIN AFFAN Raziallahu taala anhu.

    Aapka naam e mubarak “USMAN” aur kunyat e sharefa “ABU ABDULLAH” hai.
    Aapko ye sharf hasil hai ke aapka nasab e mubarak Hazrath Abde Manaf ke baad HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke nasab e mubarak se jamilta hai.


    Aapki wiladat e mubaraka Aamul fel ke 6 te saal hui,
    Sab se pehle Imaan laane wale khushnaseebon me aap 4 the fard hai.
    18 zilhajja 35 hijri juma ke din baad namaz e asar aapki shahadat hui,
    Aapka Mazaar e Mubarak Jannat ul Baqi shareef me hai. Click Here
  • 2 Qadam ALLAH TAALA ko bahut pasand hain:
    Ek Qadam jo Farz Namaz ke liye Uthe,
    Aur Dusra Qadam jo Kisi BImaar ki Iyadat ke liye uthe.
  • Hazrath Anas bin Malik raziallahu taala anhu farmate hai:
    Jis Din NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Aamad hui Madine Munawwara ki har cheez chamak rahi thi.
    (Jame Tirmizi,Hadith No:3978)

UMME KULSUM ( RAZIALLAHU TAALA ANHA)

  • HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Hazrath USMAN E GHANI raziallahu taala anhu se irshaad farmaya:
    Qasam KHUDA KI !Agar meri 100 ladkiyan hoti aur ek baad digar sab ka wisaal hota jata to main ek ke baad ek tumhare nikah me deta jata, yaha tak ke 100 mukammal hojati,
    Abhi Jibreel (Alaihissalaam) mere paas aaye the, unho ne arz kiya ke ALLAH TAALA ne ye hukum farmaya hai ke main UMME KULSUM ( Raziallahu taala anha) ko tumhare Nikah me do..
    (Jamiul Ahadees,Hadith no:16107)

    Ahle Sunnt Wal Jamaat
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Har NABI ka ek rafeeq hota hai aur Jannat me mere Rafeq USMAN (raziallahu taala anhu) hain.
    (Jame Tirmizi, hadith no:4063)


  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne ek martaba Hazrath Jibreel Ameen se farmaya ke Jibreel zara ye to baton ke tumhari Umar kitni hai?
    Hazrath Jibreel Alaihissalaam ne arz kiya:
    Aqa meri Umar ka to mujhe andaza nahi likin itna yaad hai ke,
    (saari kayenaat ke paida hone se pehle ALLAH TAALA ke hijabaat e Azmath me se ) 4 the parda e Azmat me ek Norani Sitara chamka karta tha,
    Aur wo sitara 70 Hazaar saal ke baad ek martaba chamkta hai,
    AQA main ne apni zindagi me wo NORANI SITARA 72 Hazaar martaba dekha hai,
    HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam (muskurate hue chehra e anwar ke saath ) farmane lage:
    Jibreel (Alaihissalaam) Mujhe apne Rab e Zul jalaal ki Izzat ki Qasam!
    WO CHAMKNE WALA SITARA MAIN HI HO.
    (Seerat e Halbiya,vol:1,pg:30)

Saturday 25 February 2017

THE ONE WHO LOOKS AFTER A WIDOW AND A POOR PERSON

  • The Prophet Mohammed (ﷺ) said:“The one who looks after a widow and a poor person is like the Mujahid in the cause of Allah, or like the one who fasts all the day and stands (in prayer) all the night.”
    [Jami at-Tirmidhi]
  • It was narrated that Abu Hurayarh (may Allah be pleased with him) said: ” A man came to the messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) and said : ” O messenger of Allah, Who among the people is most deserving of my good company?




    He said, 
  • “Your mother”
  • He asked, Then Who?
    He said,
    “Your mother”
    He asked, Then Who?
    He said,
    “Your mother”
    He asked, Then Who?
    He said, ” Then your father”
    (Narrated by al-Bukhari, 5626:Muslim 2548) 
  • The Prophet Mohammed  (ﷺ)  said: “The best among you is he who learns the quran and teach it.”

PARADISE AND HELL DISPUTED TOGETHER

Prophet Mohammed ﷺ said : “Paradise and Hell disputed together,
And Hell-Fire said: ‘In me are the mighty and the haughty.’
Paradise said : ‘In me are the weak and the poor.’ Click Here



So Allah judged between them, [saying]: ‘You are paradise, My mercy; through you I show mercy to those I wish. And you are Hell-fire, My Punishment; through you I punish those I wish, and it is incumbent upon Me that each of you shall have its fill.”

Allah  subhanahu wa ta’ala said: ” I have prepared for My pious worshipers such things as no eye has ever seen, no ear as ever heard of, and nobody has ever thought of. All that is reserved, besides which, all that you have seen, is nothing.”
- Prophet Mohammed ﷺ
 All Praise due to Allah, the creator of everything…
And peace and blessings upon Mohammed ﷺ  

VIRTUES OF GIVING WATER TO PEOPLE

Prophet Mohammed (Pace be upon him) told us about the virtues of giving water to people. On one Hadith giving water has been mentioned as the best sadaqa (act of charity). He encouraged digging of wells and giving water for the benefit of people. He declared it unlawful to poison the wells of enemies.


Hazrath Abu Dharr(Radiyallahu Anhu) is reported as saying, ” Your putting some of their water from your bucket in your brother’s bucket is sadaqa. Your removing stones, thorns and bones from people’s path is sadaqa. Your guiding a man in a place where there are no guides is sadaqa.”
(Reported by Imam Bukhari in al Adab Al Mufrad, Hadith#891) Ahle sunnat Wal Jamaat
Hazrat Usman (Radiyallahu Anhu) bought a well named bi’r-i-Rumah from a jew for twenty thousand dirhams. That was the first trust ever made in the history of Islam. Rasool Allah (Sallallahu alaihi wasallam) gave him the glad tidings of paradise for this act.

APNI ZUBAN KO ZIKR O SHUKR SE HAMESHA TARO TAZAH RAKHE

Apni Zuban ko Zikr o Shukr se Hamesha Taro Tazah rakhe, Allah ke Zikr mein Dil ka Sukoon hai Aur Allah ke Zikr se Apni Zuban ko Paak karte rahen Allah Tumhe Gunaho se paak kardega. Dil ki Zeenat Chaar Cheezen Hain
♥ Sabr ♥ Zikr ♥ Shukr ♥ Gour o Fikr. Click Here


✿ Naik logon ki Sohbat mein baithne se Insan ✿
◈➲ Shak se Yaqeen
◈➲ Riyakari se Ekhlaas
◈➲ Ghaflat se Bedari
◈➲ Dunya ki Mohabbat se Aakhirat ki Fikr
◈➲ Takabbur se Tawazeh o Inkisari
◈➲ Bad’diyanati se Khair khuahi o Naik Niyyati ki Taraf Aajata hai.
“Aye Allah! Hamein Naik logon ki Sohbat Naseeb Farma.” Aameen.
Allah ka Zikr

BENEFITS & REWARDS OF RECITATION OF SURAH AL KAUSAR

سورة الكوثر Surah Kausar in Quran:
In this Surah of Holy Quran there are only 3 verses and it is the 108th surah of the Qur’an, and the shortest.
Benefits of Surah Kausar:
    • In Surah Kausar, Allah says Holy Prophet Mohammed ﷺ to pray to him only. Thus, we should trust Allah. In case you have the fear of enemies, recite this shortest Surah of Holy Quran and Allah will protect you. Thus, the benefit of reciting this Surah is to get protection from Allah against enemies.

    • If you are suffering from poverty and do not have anything, recitation of this Surah will open the sources of wealth for you. You would see wealth coming to your from unknown sources. Just pray to Allah and he is the most generous giver. Recite this Surah and get the blessings of Allah.
    • On the day of the judgment, every Muslim will wish to drink the water of fountain Kausar where our Holy Prophet Mohammed ﷺ will be. If you are a strong believer and recite this Surah, Allah will list you among those who will drink the water of this fountain.From the Hadees Shareef we get to know that One who recite Surah Al kausar, Allah (S.W.T) Will Surely feed him water from “The Canal of Kausar.”
    • One who recite Surah Al Kausar Every Friday 100 times, continuously for 11 Friday’s, will Surely pilgrimage Holy Prophet Mohammed ﷺ in dream.
    • The person who’s children doesn’t remain alive after birth, should recite Surah kausar For 41 days 7 times after Namaz e Fajr ,InSha Allah with the blessing of Allah And Surah Al kausar his generation remain alive.
    • The Person who make recite Surah Kausar daily 7 times Allah will increase his livelihood. And also save his wealth from theft.
    • One who recite Surah Kausar 129 times, he never forget any thing.
    • surah AL-KAUSAR